About the Book
Prastut pustak  B.A pratham varsh  k vidhyarthiyo ke mandando  ko dhyan mei rakhkar prastut ki gayi hai.Iski bhasha bhi  yatha sambhav  saral tatha bodhgamya rakhi gayi hai,jiske ki vidhartiyo ko  vishya  hirdyagam karne mei ki kathinai  na ho.vishya ko  saral rekhachitro   aadi  se adhik  sapast karne ka pura prays kiya gaya hai aur bharat  sarkar dwara  prasarit Navinatam  pramadik  aakdo  ka bhi isme  samavesh  kiya gaya hai.